Connecting over 25 millions NRIs worldwide
Most trusted Name in the NRI media
NRI PEOPLE- OUR NETWORK
 
Veera Mahajan

 

AB BAS

Jindagi jab is morh be le hi aye hai
larna to parega

Meine kya kya nahin seha tumhare liye
magar ab kuch to apne liye be karna parega

Kash main itna na jhukti aur tum use meri kamjori na samajhte
Ab waqt a gaya hai ki jhakham bharna parega

Tum mera dard nahi samajte to
ab mujhe hi ubharna parega

Tum mujhe aur nahi dabaoge, yeh soch liya hai maine
Yeh ab tumhe samjhna parega

 

 


Veera Mahajan